Sunday 11 September 2016

blog aur website banane ka sahi tarika | hindi me

blog kaise banaye
blog kaise banaye

 hello friends kaise he aap sab log. ye ek bahut hi behtarin technology ka prtyaropan ho chuka he.
blog ya website bana sirf khel he. aap bus 2 minute me apna basic blog ya website launch kar sakte he aur woh bhi free me. wrooooommmmmmmmm.............................. !!!!



ese bahut se CMS platform aaj available he jaha par aap free me blog run kar sakte he aur ussey seo optimize kar sakte he.so dear friendsese bahut se platform is tarah ki facility pradaan karte he. aur woh bhi muft me.

Blog kaise banaye hindi me


for example wordpress.org, wordpress.com, blogger, joomla,drupal,weebly,wix,contentful,jekyll,tumblr aur ghost jise bahut se ese platform he jo aapko free blog ya website banane ke liye platform provide karti he. wordpress.org me aapko hosting and domain lena padega.

jyada janakri ke liye padhe:-

 jyadatar log paise kamane ke liye blog banate he. aur kuch log sirf shoq,passion and junoon ke khatir blog banate he. paise kamane ka sabse achha online rasta blog banakar ussey monetize karna he. is tarah se log monthly hajaro rupiye easily kama lete he.

website kaise banaye hindi me


blog spot blog banane ke bare me ato z detailed guide padhe:-

to dosto is tarah se aap Free blog banakar achhe se achha paisa kama sakte he. ya fir apni kahaniyaan,shayari ya other motivatinal chijo ko aap logo mke saamne prastut kar sakte he. duniya ke sath apne vicharo ko share karne ka sabse best rasta he blogging.

bus aapko kuch niyam yaad rakhne he blogging ke jaise ki copyright nahi karna he, spamming nahi karna he, natural and meaning ful content write karna he. yadi aap paisa kamana chahte he to adsense ya other ad management program se aap apne blog ko monetize kar sakte he.

Paise kaise kamaye

Unknown

Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipisicing elit, sed do eiusmod tempor incididunt ut labore et dolore magna aliqua. Ut enim ad minim veniam, quis nostrud exercitation.

0 comments:

Post a Comment

 

Copyright @ 2013 blog kaise banaye.

Designed by Templateiy & CollegeTalks